Thursday 17 May 2012

intezaar

Tera intezaar karna, kya yahi meri zindgi hai?


meri dhadkanon ki aawaz to sun nai sakta????


kar rahi hun teri kamiyon se beshumar pyaar


tu bekhabar ho.... yeh mumkin ho nai sakta??

No comments:

Post a Comment